aadhar card se loan kaise le, loan ke liye apply kaise kare ?

Aadhar Card aaj ke time par kitna powerful document hai yah mujhe aapko batane ki jarurat nahi.

kuch time pahle jis trah aaj Aadhar Card ek aisa document hai jo har jagh valid hai kuch time pahle tak yah voter id card ke saath hota hai. aur isi baare me baat karege aadhar card se loan kaise le

aadhar card se loan kaise le
aadhar card se loan kaise le

aaj ke time par Adhar card aapko Bank, School Admission, Hospital jaisi jagh par lagta hai aur yah aapke pass hona jaruri hai. lekin aadhar card se loan kaise le iske liye hame kya karna hoga.

aadhar card se loan kaise le

yadi aap apne adhar card se loan lena chahte hai to aapko sabse pahle aisi company ya website ko dhudhna hoga jo aapko aadhar card par loan de. Market me aisi bahut sari company hai.

inme se kuch Government company bhi hoti hai aur ab to Indian Government bhi Aadhar card se loan de rahi hai. aur yah 25 Lakh tak ka loan le sakte hai. Government aapko yah loan personal loan ki trah bhi deti hai.

aur aap Private Company se bhi loan le sakte hai. aur aapko kitna loan milega yah aapke document verify hone ke baad hi pata chalega.

Government ki time time par bahut sari scheme chalti hai jinse aap personal loan le sakte hai. jaise Mudra ek bahut hi acchi yojna jise aap Loan le sakte hai.

Aadhar Card Se Loan Lene Ke Liye Documents

Documents ki requirement alag alag ho sakti hai yadi aap Self-Employed hai to aapse alag document mange jayege aur yadi aap Salaried person hai to aapse alag document mange jayege.

to chaliye un document’s ko bhi dekth hai jinki aapko jarurat padegi.

Self-Employed ke liye document’s

  • Identity Proof–  iske liye aap Aadhar Card, Driving Licence, Passport, Voter id card de sakte hai.
  • Residential Address Proof – isme aaap Voter Id Card ya Rashan Card ya Samgra Card de sakte hai iske alawa aap bijli ya panai ke bill bhi de sakte hai.
  • Income Documents – isme aapko apni Income se related document’s jama karne hoge. aur jadatar aapko apne Bank Account ke last 6 Month ya pichle ek saal ka statement dena hota hai.

Salaried person ke liye document’s

  • Identity Proof–  iske liye aap Aadhar Card, Driving Licence, Passport, Voter id card de sakte hai.
  • Residential Address Proof – isme aap Voter Id Card ya electricity ya paani ke bill bhi de sakte hai.
  • Income Documents – isme aapko salary ki payslip deni hogi. saath hi yadi aap Income Tax fill karte hai to uski detail’s bhi aapko deni hogi.

Aadhar Card se loan ke liye apply kaise kare

yadi aapke pass Aadhar Card hai to aapke man me kabhi na kabhi yah question jarur aaya hoga ki aadhar card par bank se loan kaise le

aur iske liye kaun kaun se bank hai jo aapko Aadhar Card aur pan Card ke dwara loan dete hai. aur ye Bank hai.

  • SBI Bank
  • Bajaj Finserv Personal Bank
  • PNB Personal Loan
  • ICICI Personal Loan
  • Madhyanchal Gramin Bank

inke alawa bhi bahut sare Bank hai jo aapko personal loan aur business loan dete hai.

yah to tarika tha jinke dwara aap bank se loan le sakte hai. lekin yadi kisi wajh se bank aapko Loan dene se mana kar deta hai to aapo bahut sari aisi private company hai jo loan deti hai .

Unme se kuch ke baare me aapko bata raha hu.

RupeeRedee

personal loan ke liye yah ek bahut hi acchi Company hai isse aap Loan apply kar sakte hai jaisi hi aaap idhar Click karege.

aapke saamne kuch is trah ka page dikhai dega. jisme aapko Bahut sare option dikhai dege.

Loan apply kaise kare
Apply Personal Loan

Aapko jitna bhi Loan chahiye use aap Drag karke set karke aur kitne dino ke liye chahiye wo Select karke Apply Now par jaise hi Click karege.

uske baad apki detail’s ko ye verify karege aur inki Team aapko Call karegi yadi aap Loan ke liye eligible hoge to ye aapko Loan de dege aur yah aapke Bank Account me aayega bad me aapko ise kuch extra amount ke saath repay karna hoga.

yadi aap time par repayment nahi karte hai to aapse late fes liya jayega aur yah jitna late hoga usi hisab se yah fees bhi badhti jaati hai.

isliye koi bhi loan le hamesa use time par payment kare yadi aap time par payment nahi karte hai to aapka CIBIL Score (Credit Score) khrab ho jata hai.

aur future me aapko Loan lene me bahut pareshani uthani pad sakti hai, ya yah bhi ho sakta hai ki aapko loan hi na mile.

Google Play Store aur App Store me aisi bahut sari Android aur ios apps hai jo Loan dene ka Promise karti hai .

Tip: sabhi app par bharosha mat kare inme se jadatar ka kaam kewal aapki personal detail’s ko churana hota hai.

ab baat krte hai ek aisi app ki jisse aap sach me loan le sakte hai. yah app hai.

Cashbean

Insme se ek App hai CashBean hai yah Trusted App hai aur iski Play Store par Rating 4.3 hai jo ki acchi rating mani jati hai. aur ise ab tak 10 Million se bhi jada Download kiya ja chuka hai .

Jaise hi aap isme Account bana lete hai. aur KYC Complete kar lete hai aap Loan ke liye apply kar sake hai.

aadhar se loan lene se related bahut sare question hai jo aksar pooche jaate hai

Conclusion

Dosto Personal Loan milna utna kathin kaam bhi nahi hai aur utna ashan kaam bhi nahi hai. jarurat hai aapko uske bare me knowledge honi chaiye aur yadi aapko kisi bank ya company se personal loan nahi mila to aapko dusre Bank ya comapny se loan mil sakta hai.

yah post padhne ke baad aapko yah pata chal gaya hoga ki Aadhar Card Par Loan Kaise Lete hai aur iska kya process hai.

aur Aadhar card aur pan card se loan kaise le sakte hai iske baare me aapko yah jankari pasand aai hogi . yadi aapke man me koi question hai to aap comment karke pooch sakte hai. aur is post ko apne dosto ke saath share jarur share kariye.

ho sakta hai aapko loan ki jarurat na ho lekin aapke dost ko jarurt ho to aap yadi ise share karege to wah unke kaam aayegi. iske alawa aap mujhse Instagram se bhi jud sakte hai.

Rate this post
2 Shares

2 thoughts on “aadhar card se loan kaise le, loan ke liye apply kaise kare ?”

Leave a Comment