Dosto credit card aap sabhi ke pass bank account to jarur hoga aur yadi aapke pass bank account hai to aap credit card ko bhi jante hoge yadi aapke pass credit nahi bhi hai lekin fir bhi aapne kabhi na kabhi iske baare me suna jarur hoga.
aur credit card bhi plastic money me aata hai to aaj isi baare me baat karte hai ki credit card kya hota hai Bank dwara do trah ke card issue kiye jate hai jo ki hai credit card aur debit card to isi ke baare me aap is post me padhege.
is post me aap padhege credit card hote kya hai credit card kaam kaise karte hai aur inke kya advantage hai aur saath hi iske disadvantage aur ise lene ka tarika kya hai aur requirement kya hai. aur credit card definition kya hoti hai.
credit card hindi meaning
credit card ek trah ka card hota hai jo aapke debit card ki trah hi hota hai lekin is card me aapke account me yadi utna balance nahi hai fir bhi aap paise nikal sakte hai aur us amount ka kahi par bhi use kar sakte hai.
Credit card kya hota hai
credit card yah to aap jante hi ki credit ka matlb loan hota hai aur card yani ek plastic ka card hota hai, isme aap pahle apne Bank se udhar lete hai aur fir aap iska payment kahi par bhi kar dete hai aur apane jitna bhi karcha kiya utna bad me aapne jis bhi bank se credit card issue karaya hai.
us bank ko utna return dete hai, aur yah hamesa free nahi rahta maan lijiye aapke pass 1000Rs ki limit hai aur aapne apni limit poori kar li to aap jab bank ko return dege to aapko kuch extra paise dene pad sakte hai aur yah sabhi customers ke liye nahi hota hai. har ek card ki limit hoti hai jo aapke bank dwara banai jaati hai.
- Instagram followers badhane ke tarike
- Paytm Golden Gate Registration
- Sbi kiosk Banking Registration
- paytm golden gate

Hi, I’m Brajesh Singraul Founder of Technical Panna.
Follow me on Instagram @brajeshsingraul
बहुत ही अच्छा आर्टिकल है और आपने बहुत अच्छी तरह इसको समझाया हैं।
Thankyou Deepak 🙂