how to start a business without money in hindi

Dosto aaj ki is post me  aap yah padhege how to start a business without money in hindi aapke man me ye question jarur aata hoga ki business kaise start kare to is question ka answer aapko yaha jarur milega

to is post ko padhte rahiye Dosto yadi aap koi bhi naya business start karne ki soch rahe hai.

to aapke man me ye questin jarur aate hai kya business kare aur business kaise shuru kare yadi aap koi bhi business start karna chhate hai yah aapke budget ke upar depand karta hai yadi aapke pass bahut sare paise hai to aapko jada problem nahi hogi.

lekin yadi aapke pass paise kam hai aur aap ek student bhi hai to aap kuch aise business kar sakte hai jisse aapke pass paisa aaye ise aap freelancing bhi kah sakte hai. to chaliye dekhte hai wo business kaun se hai jaha aapko invest karne ki jarurt nahi hai yad hai bhi to bahut hi kam.

how to start a business without money in hindi

business kaise karna chahiye

Dosto ab aapko neeche jo bhi tarike bataye gaye hai inse aap ek accha business kar sakte hai aur aapko invest karne ki adhik jarurt nahi hogi yah jaruri nahi ki neeche bataye gaye sare business model aapko pasnd aaye to aap ise  padhege to aap samjh payge ki  business kaise karna chahiye

Drop Shipping

Dosto yadi aap soch rahe hai business konsa kare to aap Drop Shipping ka business badi hi ashani se kar sakte hai yadi aap Drop Shipping ke bare me nahi jaante to hamari yah post jarur padhiye.

Dosto is business se aap accha paisa kama sakte hai aur aapko iske liye koi bhi  physicial store kholne ki jarurt nahi hai jada jankari ke liye aap hamari post jarur padhiye taki aap Drop Shipping ko samjh paye chaliye baat karte hai ab how to start a business without money in hindi ke naye business idea ke baare me

Freelancing jobs from home

aap freelancing jobs bhi kar sakte hai pahle yah samjhte hai ki yah freelancing kya hota hai, yah ek trah ka work hota hai jo aapko apne customer ke liye karna hota hai.

freelancing karne ke liye aapko apne room se bahar jane ki bhi jarurt nahi hoti hai aapko online order lene hai aur unhe jitna time aapko diya gaya hai utne hi time par karke dena hota hai. aur yah bahut hi accha business idea hai.

ydi apke man me ya quesiton hai ki freelancing me kya business kare to yah aapki skill aur interest ke upar hai ki inme se aap wah kaam kitna accha kar sakte hai me aapko neeche kuch category bata raha hu yadi aap inme se kuch kar sakte hai to aap accha reveune bana sakte hai.

Digital MarketingSEO, Social Media Marketing, Email Marketing, Video Marketing, Content Marketing, Local Listings,
Graphics & DesignFlyers & Brochures, Packaging Design, Logo Design, Presentation Design, Web & Mobile Design, Infographic
Video & AnimationLogo Animation, Short Video Ads, Product Photography, Spokesperson Videos, Editing & Post Production
Writing & TranslationArticles & Blog Posts, Product Descriptions, Website Content, Technical Writing, Translation, Sales Copy
Programming & TechWeb Programming, WordPress, Desktop Applications, Website Builder & CMS, Support & IT, Databases
Music & AudioMisting & Mastering, Voice Over, Sound Effects, Songwriter, Jingles & Drops, Producers
Fun & LifestyleRelationship Advice, Online Lessons, Viral Videos, Gaming, Global Culture, Greeting Cards & Videos
BusinessData Entry, Market Research, Business Plans, Virtual Assitant, Business Tips, Career Advice

To ye the kuch categories jo aap freelancing me kar sakte hai aur yadi inme se aap kuch bhi accha kar sakte hai to yah aapko accha fayda de sakta hai aur ydi aap ab bhi soch rahe hai.

business kaise shuru kare to ise padhte rahiye.aur yadi aap soch rahe hai ki haa me inmse koi kaam kar sakta hu to ye kaise karu aur iske liye kaun kaun si websites hai to neeche me aapko kuch famous freelancing websites bata raha hu.

Best freelancing sites india

  1. Fiverr
  2. Upwork
  3. Guru
  4. Truelancer
  5. Freelancer

in website me aap apna freelancing carrier ki suruat kar sakte hai mene inme se kewal fiverr ka hi use kiya hai iske liye aap hamara yah article padh sakte hai fiverr se paise kaise kamaye aur ye sabhi websites trusted hai.

aap inka use kar sakte hai iske baad aap bhi dusro ko bata sakte hai ki freelancing jobs me kya business kare aur kya na kare. yadi baat kare agle  Online Business Ideas in Hindi  ke baare me

Affiliate marketing

Affiliate marketing yah naam aapne kabhi na kabhi to suna hi hoga yadi aap affiliate marketing ke baare me bilkul bhi nahi jante to me aapko aashan sabdo me  bata raha hu ki akhir affiliate marketing hai kya aur aapko million dollor ke question how to start a business without money in hindi ka best answer affiliate marketing ban sakti hai

X ( koi Bhi Brand hai)

Y  (affiliate marketer )

Z ( Customer hai)

man lijiye me X ( Brand ya Product) hu aur mere pass koi bhi Product hai jise koi lene me interested nahi hai aur hai bhi to mujhe us product ki acchi sell nahi mil rahi hai to use sell karne ke liye me market me kisi bhi affiliate Marketer (Y) ke pass jakar kahunga ki bhaiya ye mera product hai.

ise sell karane me aap meri madad kijiye to wo mera product sell karane me  meri help karega ( Y ne prodcut Z ko sell kiya) aur use sell karane ke liye X ko Y ko kuch commision dena hoga kyoki usne product sell krane me help ki hai to aapki jitne % me baat hui thi wah aapko Y ko dena hoga.

isse X aur Y dono ka fayda hua yah tha affiliate marketing aur bahut sari company khud ke product ka khud hi affiliate karti hai kahne ka matlb hai unke affiliate program se join karke aap unhi ke product ko yadi sell lakr dete ho

to aapko kuch commision milega aur yadi aap fir bhi Affiliate marketing ke baare me janna chahte hai to aap Wikipedia me padh sakte hai. aap neeche best affiliate programs in india ki websites ke bare me bata raha hu jaha se aap affiliate marketing karke accha paisa kama sakte hai.

  • Amazon Affiliate Program
  • Flipkart Affiliate Program
  • TATA Cliq Affiliate Program

E-commerce

Dosto mujhe yah batane ki jarurat nahi hai ki India me E-commerce ki industry future me kitni badi hone wali hai aajkl sabhi log online shopping karna pasnd karte hai aur aap bhi online shopping hi karna pasnd karte hoge.

aur aapke questionhow to start a business without money in hindi ke liye yah aapko bahut profit dega. yadi aapke pass kuch bhi unique product hai use aap online sell karna chahte hai.

to aap apna ek online store khol sakte hai  aur business konsa kare to yah business aap kar sakte hai. aap neeche diye gaye websits se apna e commerce store open kar sakte hai.

yaha par aap apna online store open kar sakte hai. aur ise apne hisab se design kar sakte hai. ab baat karte hai ek aur naye business idea ke upar aur business kaise karna chahiye yah aap samjh gaye hoge jisme aapko loss ke chance kam ho suruat par. chliye baat karte hai ek aur how to start a business without money in hindi ke business plan ke  baare me

Coaching Institute

chaliye dekhte hai how to start a business without money in hindi ke ek aur bahut acche  business idea ke baare me jo ki Education se juda hai aur yah aap tabhi kar sakte hai jab aapko isme interest ho aur saath hi aapke andar talent hona jaruri hai

tabhi aap baccho ko padha payge aur iske liye aapko coaching institute business model samjhna jaruri hai kyoki yah kewal ek business nahi hai. aap business koi sa bhi kare lekin aapko iski samjh hona jaruri hai ki business kaise karna chahiye tabhi aap safal ho sakte hai

time ke saath bahut si chize badlti hai aur aisa business idea’s me bhi hota hai aur aap Coaching Insitute ka Business bhi  Offline aur Online dono tariko  se kar sakte hau aur online coaching ka craze abhi bahut jdaa chal raha hai. neeche aapko kuch famous best tutor websites ke baare me.

event organiser

dosto business ideas me event organiser bahut hi accha business ho sakta hai yadi aap yah kar sakte hai to isme aapko accha fayda hoga aur isme yadi aapko comptetion milta hai to aapko apne liye marketing karni bahut hi jada jaruri ho jaati hai. how to start a business without money in hindi me chaliye baat karte hai ek or idea ke bare me

Travel Services

aap me se sabhi log kabhi ghumne to jaate hi hoge aur travelling karna kise pasand nahi hota aur yah aapke liye ek accha business idea ho sakta hai aur suru me aap apni ek khud ki choti si travel agency bana sakte hai

iske liye aap apne aaspass ke hotels transport sector se jude logo se collab kar sakte hai aur use apna profit nikal kar customer ko acchi service de sakte hai.

yadi aap customer ko acchi service dege to wo aapko dobara kaam ka mauka dege aur logo ko bhi suggest karege jisse aapki free me marketing ho jayegi.

4.3/5 - (3 votes)
0 Shares

Leave a Comment