IFSC code kya hota hai IFSC Ka Full Form Kya Hai

Hello aaj hum padhege IFSC code kya hota hai aur isi baare me hum padhege, ifsc code ke baare me aapko jankari hona jaruri hai kyoki yah aapki daily life se hi ek trah se juda hua hai.

is Post ko last tak padhte rahiye taaki aapko ifsc ke baare me har ek janakari ho fir aap ifsc code ke bare me sari jankari le payege.

IFSC Code kya hota Hai

dosto ifsc code ka full form Indian Financial System Code hota hai aur yah 11 Digit ka hota hai. aur yah code sabhi bank ko India me RBI yani ki Reservce Bank of India dwara diya jata hai.

ifsc code ke pahle 4 digit alphabate hote hai jo Bank ke naam dikhate hai 5 wa digit ifsc code me hamesa 0 hota hai. aur last ke 6 digit aapki Branch ka Code btata hai.

ifsc code kya hota hai

India me bahut sare bank hai aur in banks ki bahut sari branch hoti hai aur kisi kisi city me ek se bhi adhik branch hoti hai in sabhi bank ki sabhi branch ka ek unique code hota hai isi ko ifsc code kahte hai.

ifsc code full form janne ke baad aapko yah bhi pata hona chaiye ki aakhir ifsc code ka use kaha kaha par hota hai.

ifsc code ka use jab bhi aap kisi trah ka NEFT(National Electronic Funds Transfer) IMPS (Immediate Payment Service) RTGS (Real Time Gross Settlement System) ka upyog karte hai to aapko ifsc code ki jarurt padti hai.

yah number aapki passbook aur aapki cheque book me bhi likha hota hai.aur isse direct aapke account me paise aa jate hai.

lekin yadi aapko kisi ko paise bhejen hai aur aapko unka ifsc code nahi malum yah fir aap kisi bhi wajh se kisi bank ki branch ka ifsc code janna chahte hai to use onine kaise dekhege iska process bhi bahut hi asan hai.

kisi bank ka ifsc code kaise jane

kisi bhi bank ka ifsc code janne ka bahut hi asan sa process hai iske liye aapko ye steps follow karne hai aur uske baad aap bhi pata kar payge.

ifsc code pata karne ke liye wese to bahut sari websie mil jayegi lekin aapko hamesa trusted website ka hi use karna chahiye.

Website ke dwara

ifsc code search karne ke liye aapko sabse pahle bankbazaar ki website ko open karna hoga. uske baad aapke samne kuch is trah ka page dikhai dega.

ifsc code meaning in hindi

jaise hi aap yaha par aate hai aapko bahut sare option show hoge.

  1. Select Bank Name – jis bank ka ifsc code aap chhate hai wah bank select kariye
  2. Select State –  apni state ( rajya) ko select kariye.
  3. Select District – apna district select kariye.
  4. Select Branch –  ab aapko apni branch ko select karna hoga.

jaise hi aap yah sab kar lete hai aapke saamne us bank ka IFSC Code dikhai dega kuch is trah

ifsc full form in banking

saath hi aapko ifsc code ke alwa kuch additional details bhi aapko mil jati hai jinme MICR Code aur Adress hai.

Conclusion

ifc full form ke bare me aur ifsc code ko kaise search kare iske baare me aapko jankari di gai hai aur ise kaise pata kare yadi aapko yah post pasand aati hai to ise dosto ke saath bhi share kare.

Internet me ifsc code ke bare me pata karne ke liye bahut si website ek baar corss check jarur kar le ki aapko un websites par sahi ifsc code diya ja raha hai ya nahi.

aapke is blog par or bhi article hai inhe bhi padhe

5/5 - (1 vote)
2 Shares

Leave a Comment