Hello aaj ki is post me hum baat karenge Jio caller tune deactivate kaise kare aur iska poora process kya hai. jio caller tune ko set karna bahut hi asan hai.
lekin jio caller tune deactivates karna thodi muskil hai lekin is post ko padhne ke baad aap samjh jayge. caller tune har ek company offer karti hai lekin Jio me Callertune hamesa se free thi jiski wajh se sabse jada caller tune jio number par hi hoti hai.

aur inhe set karna bahut hi asan hai aap jise bhi call karte hai uski jio callertune ko ashani se copy kar sakte hai.
lekin chaliye ab caller tune set to ho gai hai aur caller tune ko set karna to bahut hi asan hai lekin ise hatana thodi sa muskil ho jata hai.
lekin jio tune deactivate kaise karna hai iske tarike bhi hai.
Jio caller tune deactivate kaise kare
Jio Caller tune ko aap 2 option se deactivate kar sakte hai.
- SMS ke dwara
- Call karke (IVR)
SMS ke dwara jio tune deactivate kare
Step 1: iske liye aapko apne SMS Box me jana hai aur Capital letter me STOP type karna hai aur ise aapko 56789 me Send kar dena hai.

Step 2: yah SMS send karne ke baad Jio apako dobara SMS send karega jisme aapse yah likha hoga ki aapki deactivate jio tune karne ke liye confirmation ka hoga aur use aapko 1 replay karke send karna hoga.
iske baad aapko jio ki tarf se replay ka wait karna hai.

aur is process ko complete krane ke baad aapke question how to deactivate caller tune in jio ka answer aapko mil gaya hoga.
to ab dekhte hai dusre tarike ke baare me jiski madad se bhi aap asani se caller tune ko deactivate kar sakte hai.
Call karke JioTune Deactivate kaise kare
iske liye aapko 155223 is number par call karna hoga yah jio ka number hai jaise hi is number par aap call karege yah Jio se Connect ho jayega aur uske baad aapko jio caller tune ke bare me jankari di jayegi.
iske bad yadi aap caller tune deactivates karna chahte hai to 1 Button ko Press karke aap jio caller tune ko stop kar sakte hai.
how to remove caller tune in jio phone
yadi aapke pass jio phone hai aur aap usme caller tune ko htana chahte hai to usme bhi aapko same yahi steps follow karne hoge.
Conclusion
yadi aap ye process dono me se koi bhi ek karte hai to aapki caller tune deactivate ho jayegi aur aap jab aapko koi bhi call karega to use koi bhi caller tune nahi sunai degi.
yadi aapko yah post acchi lagi to ise apne dosto ke saath share kariye aur yadi aap paise kamana chahte hai to aap ye post padh sakte hai.

Hi, I’m Brajesh Singraul Founder of Technical Panna.
Follow me on Instagram @brajeshsingraul