Dosto Online paisa kamana utna ashan bhi nahi hai aur utna muskil bhi nahi hai aur yadi aapke haath me phone hai to aap bhi paise kama sakte hai. bas aapko paise kamane ke apps ke bare me pata hona jaruri hai.
Internet me aapko paisa kamane ke app bahut hi sare mil jaate hai jinme se bahut sari app poori trah se fake hi hoti hai.
aksar log yahi search karte rahte hai rupay kamane wala app aur aur paisa kamane ka application ke bare me to baat karte hai top earning apps ke bare me.
yaha par me aapko online paise kamane wale app ke bare me batane ja raha hu aur inme se sabhi app genium hai aur apko inme paisa jarur milega.
isse phale bhi aapke Blog me paisa kamane se related post publish ho chuki hai aap unhe bhi padh sakte hai.
Top 10 paise kamane ke apps
1. Mcent Browser
Mcent Browser ek bahut hi Popular browser hai, yah aapke Chrome aur UC Browser ki trah hi work karta hai. aur isme browsing karne par aap paise kama sakte hai.
aur yah paisa kamane ka application bahut hi accha hai. iske alwa aap Mcent Browser me apna Free me Mobile Recharge aur Bill bhi payment kar sakte hai.

Mcnet ko aapko daily open karne par kuch point milte hai jinka use karke aap baad me Recharge aur Bill payment bhi kar sakte hai.
jaise hi aap Mcent Brownser ko Install karte hai aapke Account me 10000 Coins aa jayege. is app me aap jitna Internet sufering karenge utne hi aapke Coin badh jaate hai.
Install karne ke 5 din baad tak yadi aap use karte hai to aap Extra Point(Coin) Earn kar sakte hai. Mcent ke Google Play Store me ab tak 10 Million se bhi jada Downloads ho chuke hai aur iski rating 4.3 hai.
2. True Balance
True Balance bhi online paise kamane ka app hai aur yah poori trah se Truested bhi hai jaise hi aap ise neeche diye Download link par Click karke Download karte hai.

aapko Turant 5Rs mil jayege aur jaise hi aap yah apne dosto ke saath share karenge aapko bhi refferal amount milta jayega.
True Balance me aap apna Mobile Balance aur Data use dekh sakte hai aur ise manage bhi kar sakte hai
iske alwa aap True Balance se Gift Card aur DTH , Electricity Bill Gas ka bill bhi pay kar sakte hai. saath hi isme aapko Paytm ki trah pay later ka bhi option milega.
3. Google Pay (Tez)

jisse aap paise kama sakte hai. Google Pay ka naamp ahle tez hota tha jab India me ise Launch kiya gaya tha lekin ise other countries me Google Pay ke naam se hi jante the isliye Google ne India me bhi iska naam Google Pay kar diya
Google Pay ko use karna bahut hi easy hai isme aapko account banana hai aur isme pin set karna karne ke baad apne bank account ko link karna hota hai.
Google pay me Transaction kane par aur Recharge karne par aapko Cashback aur Scratch card milege. Google pay me feature naye naye update hote rahte hai.
4. Phonepe
phonepe ek accha paise kamane wala app hai isse phale bhi hamare Blog me Phonepe se paise kaise kamaye article publish ho chuka hai.

yah ek Indian Application hai isme paise kamane ke bahut sare tarike hai jo aap pahle bhi padh chuke hai.
phonepe se paise kamane ka sabse asan tarika hai Reffer & Earn ka jsme aap 100 Rs kama sakte hai. Phonepe me ek offer bhi chal raha hai jisme aap 1000 Rs tak jeet sakte hai.
aur yadi aapne abhi tak Phonepe download nahi kiya to neeche diye gaye link se download kare aur aap paa sakte hai 1000 Rs tak kewal apne pahle transaction par.

Hi, I’m Brajesh Singraul Founder of Technical Panna.
Follow me on Instagram @brajeshsingraul