Dosto yadi aap bhi yah soch rahe hai ki airtel payment bank kya hai to is post ko padhte rahiye is post me hum airtel payment bank ke baare me baat karege ki yah kaam kaise karta hai.
or airtel payment bank me account kaise open karte hai or airtel payment bank ke fayde kya kya hai saath hi airtel payment bank kaise use kare.
Airtel payment bank kya hai
Airtel payment bank ek trah ka bank hai jise India ki hi ek Telecommunications company airtel lekar aai thi or RBI (Reserve bank of india) ne ise Bank ka license 11 April 2016 me diya tha tabhi se yah chal raha hai.

phale iska naam airtel money tha or baad me ise airtel payment bank se jana gaya dosto yah ek kaafi purani company hai or yadi baat kare telecom sector me to airtel duniya ke 20 se adhik desho me bhi apni services deti hai.
mujhe umeed hai ki ab aap yah samjh gaye hoge ki airtel payment bank kya hai yadi baat kare iske ke customer ke baare me to payment bak me 30 Million se bhi adhik customer hai aur 500 se adhik banking point hai.

Jis trah se market me Paytm payment bank hai usi trah se airtel bhi hai. aur dono ek dusre ke competitor hai.
Airtel payment bank saving account kaise khole
airtel payment bank account banane ke liye aap 2 tariko ka istemaal kar sakte hai pahla tarika hai airtel payment bank ki website se or dusra airtel payment bank ki Android app se.
me yaha aapko airtel ki website se account open kaise karna hai ye btaungapaytm bank account banane ke liye ye steps follow kare.
Steps 1: sabse pahle aapko Airtel payment bank ki website par jana hoga aap yaha click karke direct ja sakte hai.
uske baad aapke saamne kuch is trah ka page dikhai dega. aapko right ki tarf Login aur Register ka option dikhai dega aapko register par click karna hai.

Steps 2: Jaise hi aap Register ke button par click karege uske baad aapke saamne kuch is trah ka sign up page dikhai dega.

aapko apna mobile number enter karne ke baad apni identity ko proof karne ke liye Aadhar Card, Pan card, Driving Licence etc upload karna hoga uske baad aap apna account bana paayege.
airtel payment bank email id kya hai ?
airtel payment bank ka ifsc code kya hai ?
AIRP0000001
airtel payment bank ke fayde
aapke pass airtel payment bank ki jankari honi jaruri hai khaskar iske fayde ke baare me ki isko use karne se aapko kya kya fayde hoge to chaliye dekhte hai. payment bank kya hai yadi aap jaaan chuke to yah bhi janiye iske offers kaise dekhte hai
wese airtel payment bank ke fayde har kisi ke liye alg alg ho sakte hai lekin yadi baat kare iske kuch khas fayde ke baare me yani ki airtel payment bank ke offers ke baare me to yadi aap Electricity ka bill pay karte hai to aapko 100 Rs. ka CashBack milega.
aapko Bus Train ki Ticket book karne par accha discount mil sakta hai.partnership offer airtel payment bank bahut saari website ser parternship karke aapko offer deti hai.
jaise Myntra Jabong aur Amazon yadi aap in websites se kuch lete hai to aapko kuch cachback mil sakta hai.
iske offer hamesa ek jaise nahi rahte hai ye bhi badlte rahte hai to inki jankari aap airtel ki website or mobile app me bhi padh sakte hai.
customer care number
yadi aapko airtel payment bank se sambndhit kisi bhi trah ki jankari chahiye ya apako koi transaction me problem hai to aap airtel payment bank customer care number yadi aapke pass airtel ka sim hia to aap 400 par call kar sakte hai.
aur kisi operator se call karne ke liye aap 88000-12121 par call kar sakte hai , saath hi aap is emai id [email protected] par email bhi kar sakte hai.

Hi, I’m Brajesh Singraul Founder of Technical Panna.
Follow me on Instagram @brajeshsingraul
Hi;
Thank you for sharing your valuable knowledge, to help us in this busy and wild world of marketing.
Thankyou 🙂