paytm golden gate registration online 2023

paytm golden gate registration online yadi aap bhi Paytm ke saath kaam karna chahte hai or yadi aapke pass koi bhi Shop hai or yadi aap us shop me se apne liye ek extra earning source dekh rahe hai.

jiske liye aapko alag se kuch nahi karna pade or aap acchi earning kar paaye. aur isi post me paytm golden gate registration online ke bare me poori jankari padhege.

aapne paytm ke paytm golden gate (Paytm Payment Bank)ke baare me jarur suna hoga yadi aap iske baare me nahi bhi jaante hai to aaj ham aapko isi ke baare me batayege or saath aap yah bhi jaange ki kaise aap paytm golden gate registration online kare.

or yadi aap paytm ke baare me kuch bhi padhna chahte hai ki yah kab se start hui or kai company hai to aap yah wikipedia me padh sakte hai.

Paytm Golden Gate kya hai

Paytm ne apne sabhi paytm wallet users ke liye KYC ( Know Your Customer) karne ke liye Paytm Golden Gate ko chaalu kiya tha jo Indian Government ke RBI dwara sabhi wallet users ki KYC karne ke liye.

Paytm golden gate registration online

sabi bank wallet company ko bola tha RBI dwara jaari kiya gaya yah Notification aap RBI ki Website par padh sakte hai.

iske baad Paytm ne apne sabhi useres ki KYC karne ke liye ek naya platform banaya jise Paytm Golden Gate or register as a paytm partner ke naam se pahchana gaya.

is program Paytm ne apne Customers ki KYC karne ke liye bahut saare agents ko apne saath joda or unhe  Paytm ki KYC karne ke liye authorized bhi kiya.

Paytm ne iske liye ek app bhi banai hai jo ki kewal paytm kyc ke liye hi use hoti hai yadi aap bhi paytm golden gate download ko chalan chaate hai to aapko Paytm golden gate latest version download karna hoga.

paytm golden gate registration online

aapko Paytm ki app se Paytm golden gate app kyc karne ke liye is program khud ko Registration karna hoga is program registration karne ke 2 tarike hai. Paytm ki kisi bhi agency se join karna yah sabse accha hai.

Paytm ki kisi bhi agency se join karna

Paytm KYC Agent aap Paytm dwara authorized ki gai agency se bhi apna registration kara sakte hai. yadi aap kisi agency se karate hai to aapka registration turant hi ho jayega jabki yadi aap Paytm ki website me jakar registration karte hai.

to usme kam se kam 25 din ka time lag jata hai, yadi aap agency se registration karana chahte hai to neeche diye gaye.

ke Button par click karke kar sakte hai.

or isme aapko kuch is trah ka Paytm golden gate online registration form dikhai dega jo ki is agency ka registration Page hai. yah page Paytm golden gate registration online karne ke liye hi hai.

Paytm ki website se join karna

yadi aap Paytm ka Paytm kyc agent banna chahte hai to iske liye aap Paytm ki Official website me register as a Paytm partner karna hoga. iske liye neeche diye gaye steps follow kare.

Step 1:  Paytm kyc agent registration online karne ke liye Paytm partner ki official website ko open kare iske baad aapko kuch is trah ka Paytm Partner join ka page dikhai dega.

Paytm Golden gate registration formPaytm Golden gate registration form

Step 2: yah form fill karne ke baad aapko apne Paytm kyc agent ke form ko complete karne ke liye isme apni sabhi details ko fill karna hoga.

or iske baad submit karna hoga. yah process 4 steps me poori hoti hai jo is trah hai.

paytm kyc agent registration process paytm golden gate registration process

yah form fill karne ke baad aapko Paytm Customer care se ek confirmation call aayega jisme aapse aapke registration me jo aapne details Paytm ko batai hai.

unhe confirm kiya jayega or aapse yah bhi poocha jayega ki kya aap Paytm kyc agent ka kaam karne ke liye agree hai ya nahi to aapko unhe batana hoga ki haa me yah kaam karna chahta hu.

Iske baad apko Paytm Care se ek email aayega jisme aapko Paytm Golden Gate app download direct link(Paytm Golden gate ka app play store par available nahi hai) milega or aapko aapki login details bhi milegi jiski madad se aap Paytm Golden Gate app me login kar paayege.

iske alwa aap ek aur tarike se registration kar sakte hai aur ye registration karne ka paytm kyc agent registration 2023 me aap iski madad se kar sakte hai.

iske liye aapko Paytm Payment Bank ki website par jana hoga uske baad aapke saamne kuch is trah ka page dikhai dega.

paytm kyc agent registration 2020paytm kyc agent registration 2023

is form ko aapko fill karna hoga uske baad paytm ki team aapko call karegi.

Paytm kyc agent ke liye requirements

Mobile: iske liye aapke pass ek Android Mobile hona jaruri hai kyoki Paytm ka Paytm Golden Gate kewal Android par hi run hota hai or us Mobile me OTG ka bhi support hona chahiye tabhi aap ise use kar payege.

Fingerprint Scanner: jab aap Paytm kyc karege to aapke pass ek Fingerprint Scanner hona jaruri hai or wah Paytm golden Gate app me support karta ho abhi tak yah selected models ko hi support karta hai jo ki hai.

yadi inme se aapke pass koi bhi device nahi hai to aap acche discount ke saath Amazon se kharid sakte hai or ye model no. aapko neeche dikhaye ja rahe hai.

OTG Cables: Fingerprint Device ko apne Mobile se Connect karne ke liye aapko OTG Cables ki bhi jarurat hogi yadi aape pass OTG Cables nahi hai to aap yaha Click karke bhi Amazon se le sakte hai.

Paytm bc agent commission

dosto Paytm bc agent bankar aap kitni earning kar sakte hai yah apke upar depend karta hai kahne ka maltb hai aap jinti paytm kyc karege utne hi aapke paise milege aur paytm ki kyc commission hamesa badlta rahta hai.

aur latest commission ki update aapko Paytm ki website se aur inke customer care se mil jayegi.

aur aapko kitni milegi yah poori trah se Paytm aur aapki agency ke upar depends karta hai Paytm kyc agent commission isi par chalti hai. aur yadi aap Paytm golden gate registration online ke baare me jankari rakhte hai to aapko apni commission ke bare me bhi jankari honi chahiye.

me aapko is month ka paytm payment bank bc agent commission batata hu.

Payout SlabBc Agent Commission
100-4990.25
500-9991.25
1000-14992.5
15000-19993.5
2000-24994.5
2500-29995.0
3000 to above7.0

jab aapka registration ho jaye aur aap paytm payment bank ke agent ban jayege aur Paytm ki iske liye kuch guidelines hai jinhe aapko follow karna hoga.

yadi aap Paytm ki guidelines ko follow nahi karege to Paytm aapke KYC center ko Terminated Business Correspondents manega aur aap uski services use nahi kar payege.

Paytm Golden Gate app customer care

paytm golden gate app ke yadi aapko customer care me call karna hai to aap 0120-4456-456 is number par call kar sakte hai, Paytm ka yah customer care number 10:00 AM se 08:00 PM tak hi available hota hai.

paytm golden gate customer care Paytm golden gate customer care

Dosto ydi aap is trah apna Paytm KYC Center ke liye registration karege to aap jaldi se Paytm KYC agent ban jayege. yadi aap iske baare me or adhik janna chahte hai to aap Paytm customer care toll-free number 012038883888 par contact kar sakte hai. aur yadi aap chahe to email bhi kar sakte hai

yadi aapko registration me kisi bhi trah ki problem aati hai to aap neeche comment karke bata sakte hai ya or kisi bhi jankari ke liye aap hamse seedhe contact bhi kar sakte hai.

Yadi aap agency se registration kara rahe hai or aapke man me koi question hai to aap unse pahle hi pooch sakte hai Jaise Payout Structure, Payout Commission  Agency ke registration charge alg alg hote hai

iske  baare me bhi aap unse pooch skate hai. dosto mujhe umeed hai ki paytm golden gate registration online ke baare me yah janakari aapko pasand aayegi.

Conclusion

Paytm hamesa se ek acchi service dene wali company rahi aur isi ke saath paytm partner registration new karke apne liye ek income ka source bana sakte hai jisme aapka invest bahut hi kam hai.

hmare is blog me paisa kamane ke apps ke bare me bhi article publish ho chuka hai yadi aapne wah nahi padha to wah bhi aapke liye helpful hoga.

aapko yah post kaisi lagi comment karke bataye aur yadi aapke man me koi question hai to comment karke jarur bataye. aur is post ko social media me bhi share kare.

aap is blog me kya padhna chathe hai wo bhi comment karke bataye. aur is post ko bhi share kariye.

★★★★★
4.8/5 - (10 votes)
6 Shares

46 thoughts on “paytm golden gate registration online 2023”

    • iske liye aapko ek plugin downnload karna hoga jiska naam hai Rich Snippets ise install karne ke baad aap bhi yah kar sakte hai Thankyou:)

      Reply

Leave a Comment